Saturday, April 21, 2007

Duurrrrr

duur mat jaa apni hi parchhayiyon se itna
ki koi tujhe dhoond na paye
parchhayi ho duur bhale hi, par paas reh itna
ki koi tujhe bhula na paye

1 comment:

Rakesh Yadav said...

good good ...
iss tapish mein jina
iss aag mein jalna
kabhi aasan nahin hota ...
par gar yeh aasan hota,
toh aaj tu aur main nahin, har koi yeh likh raha hota